[Chorus]
Aanchal hai pawan, pagal hain badan
Chalte hain kahin, hote hain hum kahin
Hansta hai gagan, gaati hai zameen
Sab kuch hai naya, har shai hai haseen
Humko ye hua kya, na jaane koi, na jaane koi, na jaane
[Verse 1]
Jaaun main jahan, koi ho samaan
Dekhun main kahin, hote ho tum wahin
Jaage sapne man ke sitaare
Mehka hua hai samaan, apne hain ye saare nazaare
Apna hai ye aasmaan
Phoolon se bhari raahein hain sabhi
Humko ye hua kya, na jaane koi, na jaane koi, na jaane
[Bridge]
Pehle aisa to na tha
Badlegi yun chaaron dishaayein
Humne bhi socha to na tha
Lehraati fizaa, barsaaye nasha

Suna
LISTEN ON