
[Chorus]
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
[Verse 1]
Tere bin suni suni hain baahein
Tere bin pyaasi pyaasi nigaahein
Tere bin bin asar meri aahein
Tere bin suni suni hain baahein
Tere bin pyaasi pyaasi nigaahein
Tere bin bin asar meri aahein
Tere bin
Tere bin lamha lamha sataye
Tere bin bekarari jalaaye
Tere bin chain mujhko naa aaye
Tere bin lamha lamha sataye
Tere bin bekarari jalaaye
Tere bin chain mujhko naa aaye
Tere bin
[Bridge 1]
Meri nigaahon mein tera chehra rawa hai
Gehre hain armaan jaane jaa pagal samaa hai
Meri nigaahon mein tera chehra rawa hai
Gehre hain armaan jaane jaa pagal samaa hai
Apne daayre se main toh chhootne lagi hoon
Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
Apne daayre se main toh chhootne lagi hoon
Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
Tere bin jeena nahin hai gawara
Tere bin dil ka nahin hai guzara
Tere bin kaun apna sahara tere bin
[Chorus]
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
[Bridge 2]
Bechainiyon ka faaslon ka silsila hai
Kar de jigar ka yeh sab humko mila hai
Bechainiyon ka faaslon ka silsila hai
Kar de jigar ka yeh sab humko mila hai
Bedaabiyon ne humko choor kar diya hai
Paas aane pe majboor kar diya hai
Bedaabiyon ne humko choor kar diya hai
Paas aane pe majboor kar diya hai
Tere bin raat kat ti nahin hai
Tere bin pyaas mit ti nahin hai
Tere bin doori ghat ti nahin hai
Tere bin
[Chorus]
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Suna
LISTEN ON