[Intro]
Aa aa
Ganj bakhsh Faiz-e-Alam
Mazhar-e-noor-e-Khuda
Na kasara peer-e-qaabe
Na kasara peer-e-qaabe
Kamila ra ranuma
Ganj bakhsh, Ganj bakhsh
Ganj bakhsh Faiz-e-Alam
Ganj bakhsh, Ganj bakhsh
Ganj bakhsh Faiz-e-Alam
Diwani.. teri diwani
Ganj bakhsh, Faiz-e-Alam
[Chorus]
Main toh diwani, main toh diwani
Daata di diwani, main toh saral mil gaao
Daata di diwani, main toh saral mil gaao
[Verse 1]
Tere dar aaya, dil bhar aaya
Sun le meri Daata piya
Tere dar aaya, dil bhar aaya
Sun le meri Daata piya
[Verse 2]
Woh naqsh jo gehra tha
Woh khaak mein hai gum kyun?
Ek saans ke aane se
Ek saans gayi tham kyun?
Nagri mein teri Daata
Yeh ranj ka aalam kyun?
Nagri mein teri Daata
Yeh ranj ka aalam kyun?
Yeh ranj ka aalam kyun?
Dharti ke badan par hai
Shatranj ka aalam kyun?
[Chorus]
Main toh diwani, main toh diwani
Daata di diwani, main toh saral mil gaao
Daata di diwani, main toh saral mil gaao
[Verse 3]
Raahon ko badal daale
Aahon mein asar toh hai
Banti hai bigadti hai
Taqdeer magar toh hai
Saagar mein kahin apni
Koi ek lehar toh hai
Saagar mein kahin apni
Koi ek lehar toh hai
Koi ek lehar toh hai
Woh shab jo nahin katti
Uski bhi sehar toh hai
[Chorus]
Main toh diwani, main toh diwani
Daata di diwani, main toh saral mil gaao
Daata di diwani, main toh saral mil gaao
[Outro]
Tere dar aaya, dil bhar aaya
Sun le meri Daata piya
Tere dar aaya, dil bhar aaya
Sun le meri Daata piya
Suna
LISTEN ON