
[Intro]
Nabhatun aali apsara, Nabhatun aali apsara,
Ashi sundara saaj sajpoon,
Aali, aali, aali gan aali!
Kesamadhhi mandla gajra,
Lokanchya najara khilya tichyavar, haa!
Aali, aali, aali, aha!
Duniyachi pyari tu aga rani harani gan,
Aga rani sundara, ha ha ha ha!
Aali gan aali, aali gan aali,
Oh Maharani aali!
(Aga gan gan gan gan gan gan gan)
(Aga gan gan gan gan gan gan gan)
[Chorus]
Nazar jo teri laagi, main deewani ho gayi,
Deewani haan deewani, deewani ho gayi!
Mashhoor mere ishq ki kahani ho gayi,
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani!
Kahan thi main dekho, kahan chali aayi,
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi!
Mashhoor mere ishq ki kahani ho gayi,
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani,
Kahan thi main dekho, kahan chali aayi,
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi!
Deewani haan deewani, deewani ho gayi!
[Verse 1]
Zakhm aisa tune lagaya,
(Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi)
Marham aisa tune lagaya,
(Ruhani, ruhani, ruhani, ruhani ho gayi)
Pehchaan mere ishq ki ab to,
Pehchaan mere ishq ki ab to,
Rawani, rawani, rawani (rawani ho gayi)!
[Chorus]
Ho, mashhoor mere ishq ki kahani ho gayi,
(Kehte hain ye deewani mastani ho gayi)
Haan, deewani haan deewani, deewani ho gayi!
Mashhoor mere ishq ki kahani ho gayi,
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani,
Kahan thi main dekho, kahan chali aayi,
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi!
Deewani haan deewani, deewani ho gayi!
[Bridge]
Sab noor-noor sa bikhra hai,
Ek tu hi khayalon mein uttra hai,
Bas jhoom, jhoom, jhoom, jhoom jaata hai dil!
Tu mastani hai,
Tu deewani hai,
Pakeeza hasti hai teri, tu noorani hai!
Sab noor-noor sa bikhra hai,
Ek tu hi khayalon mein uttra hai!
(Sarrr sarrr sarrr sarrr sarrr sarrr)
Suna
LISTEN ON