
[Verse 1]
Dua bhi lage na mujhe
Dawa bhi lage na mujhe
Jabse dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri
Chaahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune yun thaga hai
Jab saansein bharoon main
Band aankhein karoon main
Nazar tu yaar aaya
[Chorus]
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
[Verse 2]
Har roz poochhe ye hawaayein
Hum toh bata ke haare
Kyun zikr tera karte hain
Humse taare
Har roz poochhe ye hawaayein
Hum toh bata ke haare
Kyun zikr tera karte hain
Humse taare
Ab qisse hain tere
In hothon pe mere
Izhaar aaya yaara
[Chorus]
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
Suna
LISTEN ON