[Intro]
Paakhi Paakhi Pardesi
Paakhi Paakhi Pardesi
Paakhi Paakhi Pardesi
Paakhi Paakhi Pardesi
[Chorus]
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
[Verse 1]
Roz roz resham si hawa
Aate jaate kehti hai bataa
Resham si hawa kehti hai bataa
Woh jo doodh dhuli maasoom kali
Woh hai kahan kahan hai
Woh roshni kahan hai
Woh jaan si kahan hai
Main adhooraa tu adhoori ji rahi hai
[Chorus]
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
[Bridge]
Tu to nahin hai lekin
Teri muskuraahat hai
Chehra kahin nahin hai par
Teri aahatein hai
Tu hai kahan kahan hai
Tera nishaan kahan hai
Mera jahan kahan hai
Main adhooraa tu adhoori ji rahi hai
[Chorus]
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
[Outro]
Paakhi Paakhi Pardesi
Paakhi Paakhi Pardesi
Paakhi Paakhi Pardesi
Paakhi Paakhi Pardesi
Suna
LISTEN ON