[Intro]
La la, lalala la lalaaaaa
La la kuch kaha aapne
[Verse 1]
Pehle na dhadakta tha yun mera dil
Jab se mile ho, hui hai mushkil
Pehle na dhadakta tha yun mera dil
Jab se mile ho hui hai mushkil
Aankhon mein chhupa loon
Dil mein basa loon
Tumko bana loon sanam
[Chorus]
Kuch kaha, kuch kaha aapne
Kuch kaha, kuch kaha aapne
Pehle na dhadakta tha yun mera dil
Jab se mile ho hui hai mushkil
[Verse 2]
Tumse milkar humne jaana
Hota hai jaana kya dil ka lagaana
Hoo, tumse milkar humne jaana
Hota hai jaana kya dil ka lagaana
Dheere dheere maine samjha
Paagal hua kyun mera dil deewana
[Bridge]
Door na jaana bhool na jaana
Deti hoon tumko kasam
[Chorus]
Kuch kaha, kuch kaha aapne
Kuch kaha, kuch kaha aapne
Pehle na dhadakta tha yun mera dil
Jab se mile ho hui hai mushkil
[Verse 3]
Mere dil mein, yun chhupe ho
Jaise chhupa ho dariya mein moti
Mere dil mein yun chhupe ho
Jaise chhupa ho dariya mein moti
Mere dil mein yun saje ho
Jaise sajaa ho kangna mein moti
[Outro]
Dil ki kahaani dil ka fasaana
Hum par hi hoga khatam
Kuch kaha, kuch kaha aapne
Kuch kaha, kuch kaha aapne
Suna
LISTEN ON