
[Intro]
Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar
Kadam badha le, haddon ko mita le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khalipan mein
Tere bin khali aaja khalipan mein
[Chorus]
Rangreza, Rangreza, Rangreza
Ho, Rangreza, Rangreza
Kun Faya Kun, Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
Kun Faya Kun, Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
[Verse 1]
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Wo jo mujhmein samaaya, wo jo tujhmein samaaya
Maula wahi-wahi maaya
Wo jo mujhmein samaaya, wo jo tujhmein samaaya
Maula wahi-wahi maaya
[Chorus]
Kun Faya Kun, Kun Faya Kun
Sadq Allahu Ali-ul-Azeem
[Bridge]
Rangreza rang mera, tann mera mann
Le-le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera, tann mera mann
Le-le rangaai chahe tann chahe mann
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr par se
O, Maula, Maula
[Chorus]
Kun Faya Kun, Kun Faya Kun
Kun Faya Kun, Kun Faya Kun
Faya Kun, Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
Kun Faya Kun, Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
[Verse 2]
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
[Chorus]
Kun Faya Kun, Kun Faya Kun
Sadq Allahu Ali-ul-Azeem
Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam
SalAllah hu alayhi wasallam
[Bridge]
Ho mujhpe karam sarkar tera
Araz tujhe kar de mujhe, mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujhse hi riha, mujhse hi riha
[Outro]
Mann ke mere ye bharam
Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahaan, main to jaanu hi na
Tu hai mujhmein samaaya, kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujhmein samaaya, tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya, tune mujhko banaya
Main to jag ko naa bhaaya, tune gale se lagaya
Haq tu hi hai, Khudaya
Sach tu hi hai, Khudaya
Suna
LISTEN ON