[Chorus]
Lattoo lattoo lattoo main us pe lattoo
Lattoo lattoo lattoo la la la la la la
Palak kyun phadke re, dil kyun dhadke re
Thirak si jaaoon re, kyun main sharmaaoon re
Aaj ye kaun aaya, khushbuon sa chhaaya
Pairon mein ghungroo, rut ye kaisi laaya
O o o o o
Yaar yaar yaar yaar aaya mera yaar yaar
Yaar yaar yaar yaar aaya mera yaar yaar
[Verse 1]
Uske aane se bas jaaye soone
Soone mann ka ilaaka
Woh bas kar de ishaara
Aur main boloon jo hukm ho aaka
[Pre-Chorus]
Nachaayenge nachaayenge
[Chorus]
Lattoo lattoo lattoo main us pe lattoo
Lattoo lattoo lattoo la la la la la la
Palak kyun phadke re, dil kyun dhadke re
Thirak si jaaoon re, kyun main sharmaaoon re
Aaj ye kaun aaya, khushbuon sa chhaaya
Pairon mein ghungroo, rut ye kaisi laaya
O o o o o
Yaar yaar yaar yaar aaya mera yaar yaar
Yaar yaar yaar yaar aaya mera yaar yaar
[Bridge]
Woh hai masti mein, woh hai jeene mein
Woh hai mere seene mein
Dhad dhad dhad dhad dhadke har beat mein
Woh hai dariya mein, woh hai duniya mein
Woh hai har dhun mein
Lutf kya uski aashiqui mein hai
Main toh har ghoont mein usko pee loon
Main toh har saans mein usko jee loon
[Interlude]
Oh tad tad simba vey
Oh tad tad simba vey
Oh tad tad saimba vey.. hoo yaa
Oh tad tad saimba vey.. hoo yaa
Maza ri maza ri maza ri simba vey
Maza ri maza ri maza ri simba vey
[Chorus]
Lattoo lattoo lattoo main us pe lattoo
Lattoo lattoo lattoo la la la la la la
Palak kyun phadke re, dil kyun dhadke re
Thirak si jaaoon re, kyun main sharmaaoon re
Aaj ye kaun aaya, khushbuon sa chhaaya
Pairon mein ghungroo, rut ye kaisi laaya
O o o o o
Yaar yaar yaar yaar aaya mera yaar yaar
Yaar yaar yaar yaar aaya mera yaar yaar
[Outro]
Lattoo lattoo lattoo main us pe lattoo
Lattoo lattoo lattoo main us pe lattoo
Lattoo lattoo lattoo main us pe lattoo
Suna
LISTEN ON
