NOW PLAYING

Manwa Laage

Shreya Ghoshal2026 · PopSuggest Edit
A−A+
Continue in Suna

[Intro]

Manwa laage.. o manwa laage

Laage re sanware, laage re sanware

Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

[Chorus]

Manwa laage.. o manwa laage

Laage re sanware, laage re sanware

Le khela maine jiya ka, jiya ka, jiya ka hai daav re

[Verse 1]

Musaafir hoon main door ka

Deewana hoon main dhoop ka

Mujhe na bhaye.. na bhaye, na bhaye chaanv re

[Chorus]

Manwa laage.. o manwa laage

Laage re sanware, laage re sanware

Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

[Verse 2]

Aisi kaisi boli tere naino ne boli

Jaane kyon main doli

Aisa lage teri ho li main, tu mera..

Mm.. Tune baat kholi

Kacche dhaago mein piro li

Baaton ki rangoli se na khelun aise holi

Main naa tera..

Oo.. Kisi ka toh hoga hi tu

Kyun na tujhe main hi jeetun

Khule khabon mein jeete hain, jeete hain baawre

[Chorus 2]

Mann ke dhaage, o mann ke dhaage

Dhaage pe saanwre, dhaage pe saanwre

Hai likha mene tera hi, tera hi, tera hi to naam re

[Bridge]

Ras bundiya nayan piya raas rache

Dil dhad dhad dhadke shor mache

Yun dekh sek sa lag jaaye

Main jal jaaun bas pyaar bache

Aise dore daale kaala jaadu naina kaale

Tere main hawaale hua seene se laga le

Aa.. main tera..

Oo.. Dono dheeme dheeme jalein

Aaja dono aise milein

Zameen pe laage, na tere, na mere paanv re

[Outro]

Manwa laage.. manwa laage

Laage re sanware, laage re sanware

Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

Rahoon main tere naino ki, naino ki, naino ki hi chaanv re

Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

Rahoon main tere naino ki, naino ki, naino ki hi chaanv re

Suna

Suggest Edit

LISTEN ON

YouTube MusicSpotifyApple Music