[Intro]
Allah, Allah...
[Verse 1]
Gumsum chandni ho, naazni ho
Ya koi hoor ho
Dil nasheen ho, dil kasheen ho
Ya jannat ka noor ho
Masha Allah, masha Allah, masha Allah
[Chorus]
Gumsum chandni ho, naazni ho
Ya koi hoor ho
Dil nasheen ho, dil kasheen ho
Ya jannat ka noor ho
Masha Allah (Allah), masha Allah (Allah), masha Allah (Allah...)
[Verse 2]
Tum sabah ho, ya ghata ho
Kehkasha ho, saibaa ho
Subah ki pehli kiran ke jaisi
Bebaak alhad pawan ke jaisi
Khushbooyen tum lootati ho
Masti mein chur chur
Masha Allah, masha Allah, masha Allah
[Bridge]
Ho ooo ooo ooo
Tum haya ho, tum rida ho
Tum wafaa ho, tum nasha ho
Khamosh nazare, sadaaon jaisi
Tumhari baatein, duaon jaisi
Har nafas mein tum samayi ho
Phir bhi ho itni door
Masha Allah, masha Allah, masha Allah
[Chorus]
Gumsum chandni ho, naazni ho
Ya koi hoor ho
Dil nasheen ho, dil kasheen ho
Ya jannat ka noor ho
Masha Allah (Allah), masha Allah (Allah), masha Allah (Allah...)
Suna
LISTEN ON