[Intro]
Mashallah Mashallah woh hoo ho...
[Chorus]
Mashallah Mashallah Chehra hai Masha'Allah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paaya hai yeh jahaan
[Chorus]
Mashallah Mashallah Chehra hai Masha'Allah
Rang tere ishq ka Gehra hai mashallah
Tujhko churaya hai Paaya hai yeh jahaan
[Post-Chorus]
O habibi, mashallah antashaqla azimullah
O habibi mashallah yashauq aaini miliaai hai
O habibi mashallah roopzabarbat ganini
Badganini badganini badganini taaiho
[Verse 1]
Jalta hai jal jaaye
Jalta hai jal jaaye pighal jaaye zamaana
Main tujhse, tu mujhse bas itna fasaana
Teri yaariyan dildariyaan sun jaaniyan
Mili mila mujhe milana
[Chorus]
Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah
Chehra hai Masha'Allah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paaya hai yeh jahaan
[Verse 2]
Sholon mein sharara hai
Arey Sholon mein sharara hai
Taaron mein sitaara
Kudrat me fursat se banaya mera yaara
Teri chaahatein meri raahatein
Hain ibaadatein, tu mila, mili mujhe Khudaai
[Chorus]
Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah
Chehra hai Masha'Allah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paaya hai yeh jahaan
Tujhko churaya hai, paaya hai yeh jahaan
[Outro]
O habibi, mashallah antashaqla azimullah
O habibi mashallah yashauq aaini miliaai hai
O habibi mashallah roopzabarbat ganini
Badganini badganini badganini taaiho
Suna
LISTEN ON