[Intro]
Hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm
[Chorus]
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi mere yaara, waada nibhaana
Mujhe yaad rakhna, kahin bhool na jaana
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
[Verse 1]
Main yeh nahin kehti ke pyaar mat karna
Kisi musafir ka magar aitbaar mat karna
Main yeh nahin kehti ke pyaar mat karna
Kisi musafir ka magar aitbaar mat karna
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi mere yaara, waada nibhaana
Mujhe yaad rakhna, kahin bhool na jaana
[Chorus]
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
[Verse 2]
Maine tumko chaaha, tumse pyaar kiya
Sab kuch tum pe yaar, apna waar diya
Maine tumko chaaha, tumse pyaar kiya
Sab kuch tum pe yaar, apna waar diya
Ban gayi jogan, maine preet ka jog liya
Na socha na samjha, dil ka rog liya
Pardesi mere yaara, laut ke aana
Tum yaad rakhna, kahin bhool na jaana
[Chorus]
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
[Bridge]
Bhool na jaana, bhool na jaana
Bhool na jaana, ooo
[Verse 3]
Har pal meri yaad, tumhein tadpaayegi
Main jaagoonga, neend tumhein na aayegi
Har pal meri yaad, tumhein tadpaayegi
Tadpaayegi, main jaagoonga, neend tumhein na aayegi
Chhod ke aise haal mein jo tum jaaoge
Tum jaaoge, sach kehta hoon jaan, bahut pachhtaoge
Pardesi mere yaara, mujhe na rulaana
Tum yaad rakhna, kahin bhool na jaana
[Chorus]
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
[Verse 4]
Sach kehte hain duniya waale, pyaar na kar
Pyaar toh hai ik rog bura, is rog se dar
Sach kehte hain duniya waale, pyaar na kar
Pyaar toh hai ik rog bura, is rog se dar
Deewanon ki kismat mein tanhaai hai
Ishq ka dooja naam toh yaar judaai hai
Pardesi mere yaara, mujhe na rulaana
Tum yaad rakhna, kahin bhool na jaana
[Chorus]
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
[Outro]
Pardesi mere yaara, waada nibhaana
Mujhe yaad rakhna, kahin bhool na jaana
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Suna
LISTEN ON