[Verse 1 - Tony Kakkar]
Tera badan poora tera ilaaka
Maine na jhanka
Maana tu Lady Gaga
Main daaku nahi hoon
Na dalunga daaka
Par har sardi mein, garmi mein
Jaade mein barish mein
Tum meri tum meri hona
[Chorus - Tony Kakkar]
Shona meri shona shona
Shona ho ho ho
Shona meri shona shona
Shona ho ho ho
Mohabbat jo ho gayi hai toh
Dikha hi do do do
[Verse 2 - Neha Kakkar]
Mera badan poora mera ilaaka
Toone kyun jhanka
Haan main hoon Lady Gaga
Tu daaku wahi hai
Tu dalega daaka
Par har sardi mein garmi mein
Jaade mein barish mein
Tujhe mera tujhe mera hona
[Chorus - Neha Kakkar]
Shona mere shona shona
Shona ho ho ho
Shona mere shona shona
Shona ho ho ho
Aye aye bomey, ey
Bom bom bom baby bom bombo
Aye aye bomey, ey
Bom bom bom baby bom bombo
[Verse 3 - Tony Kakkar]
Pehna toone kurta jo peela
Uspe gir gayi thodi si tequila
Kurta tera ho gaya geela
Geela geela geela geela
Mera bhi mijaz rangeela
Nakhre tere jaise ho Sheela
Badan tera tera nasheela
Sheela sheela sheela nasheela
Tu aag hai aag hai
Nahi tera koyi jawab hai
Chhupa na chhupa na chhupa na
Dikha tera badan ka kona kona
[Chorus - Tony Kakkar]
Shona mere shona shona
Shona ho ho ho
Shona mere shona shona
Shona ho ho ho
[Outro - Tony Kakkar]
Tera badan poora tera ilaaka
Maine na jhanka
Maana tu Lady Gaga
Main daaku nahi hoon
Na dalunga daaka
Par har sardi mein, garmi mein
Jaade mein barish mein
Tony Kakkar ki hona
Shona meri shona shona
Shona ho ho ho
Shona meri shona shona
Shona ho ho ho
Mohabbat jo ho gayi hai toh
Dikha hi do do do
Suna
LISTEN ON