
[Intro]
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein haaye
Nainon mein haaye
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
[Chorus]
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
[Verse 1]
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera dhadka
Haaye dhadka dhadka haaye
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera dhadka
Haaye dhadka dhadka haaye
Jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka
Bhadka haaye bhadka bhadka haaye
Neendon mein ghul gaye hain sapne jo tere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
[Chorus]
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
[Verse 2]
Maahi be-aap sa, dil yeh betaab sa
Tadpa jaaye tadpa tadpa jaaye
Maahi be-aap sa, dil yeh betaab sa
Tadpa jaaye tadpa tadpa jaaye
Nainon ke jheel mein, utra tha yunhi dil
Dooba jaaye dooba dooba jaaye
Hosho hawaas ab toh khone lage hain
Hum bhi deewane tere hone lage hain
Hum bhi deewane tere hone lage hain
[Chorus]
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
[Verse 3]
Tujhse shuru hui tujhpe hi khatam ho
Duniya meri duniya duniya meri
Tujhse shuru hui tujhpe hi khatam ho
Duniya meri duniya duniya meri
Yeh baatein dil mein thi nainon ne bol di
Main hoon teri main hoon main hoon teri
Tujhko hi yaad karke aahein bharun main
Milke bhi mil na paaoon ab kya karoon main
Milke bhi mil na paaoon ab kya karoon main
[Chorus]
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
[Outro]
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Suna
LISTEN ON