[Chorus]
Tu hi re, tu hi re
Tere bina main kaise jiyun
Aaja re, aaja re
Yun hi tadpa na tu mujhko
Jaan re, jaan re
In saanson mein bas ja tu
Chand re, chand re
Aaja dil ki zameen pe tu
Chahat hai agar
Aake mujhse mil ja tu
Ya phir aisa kar
Dharti se mila de mujhko
[Verse 1]
In saanson ka dekho tum pagalpan ke
Aaye nahin inhe chain
Mujhse ye boli main raahon mein teri
Apne bichha doon ye nain
In oonche pahadon se jaan de dunga main
Agar tum na aayi kahin
Tum udhar jaana ummeed meri jo todo
Idhar ye jahaan chhodu main
Maut aur zindagi
Tere haathon mein de diya re
[Chorus]
Tu hi re, tu hi re
Tere bina main kaise jiyun
Aaja re, aaja re
Yun hi tadpa na tu mujhko
[Verse 2]
Aayi re, aayi re
Le main aayi hoon tere liye
Toda re, toda re
Har bandhan ko pyar ke liye
Jaan re, jaan re
Aaja tujhme sama jaaun main
Dil re, dil re
Teri saanson mein bas jaaun main
Chahat hai agar
Aake mujhse mil ja tu
Ya phir aisa kar
Dharti se mila de mujhko
[Chorus]
Tu hi re, tu hi re
Tere bina main kaise jiyun
Aaja re, aaja re
Yun hi tadpa na tu mujhko
[Verse 3]
Sau baar bulaaye main sau baar aaun
Ik baar jo dil diya
Ik aankh roye to duji bolo
Soyegi kaise bhala
In pyar ki raahon mein patthar hain kitne
Un sabko hi paar kiya
Ik nadi hoon main chahat bhari aaj milne
Sagar ko aayi yahaan
Sajna, sajna
Aaj aansu bhi meethe lage
[Chorus]
Tu hi re, tu hi re
Tere bina main kaise jiyun
Aaja re, aaja re
Yun hi tadpa na tu mujhko
Jaan re, jaan re
In saanson mein bas ja tu
Chand re, chand re
Aaja dil ki zameen pe tu
[Outro]
Pal-pal, pal-pal
Waqt to bita jaaye re
Zara bol, zara bol
Waqt se ke wo tham jaaye re
Aayi re, aayi re
Le main aayi hoon tere liye
Jaan re, jaan re
Aaj tujhme sama jaaun main
Suna
LISTEN ON