NOW PLAYING
Wada Raha cover

Wada Raha

Shreya Ghoshal2026 · PopSuggest Edit
A−A+
Continue in Suna

[Intro]

Wada raha wada raha wada raha wada raha

[Chorus]

Pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

Wada raha pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

Chahe tumhe kis kadar mera dil tumko nahi hai pata

Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda, wada raha

[Verse 1]

Dono jahan ko bhoola hu main aisi lagi hai tujhse lagan

Chahe kahu ise awaargi, chahe kahu ise deewanapan

Dil ne kaha dil ne suna, maine tumhe dilbar chuna

Ab duriyan naa rahi darmiya, kya rang layi wafa

Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

[Chorus]

Wada raha pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

[Verse 2]

Dekha tumhe to aisa laga mujhko mila hai manzil ka pata

Chalna hai humko ab saath me tumse juda mera raasta

Maine to lee hai yeh kasam paau tumhe janamo janam

Sajde kiye maine shaam-o-saher maanga hai tumko sada

Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

[Chorus]

Wada raha pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

[Outro]

Wada raha yeh wada raha, pyaar se pyaar ka pyaar se pyaar ka

Wada raha yeh wada raha, pyaar se pyaar ka

Wada raha yeh wada raha, pyaar se wada raha yeh wada raha

Suna

Suggest Edit

LISTEN ON

YouTube MusicSpotifyApple Music